Posts
Showing posts from July 18, 2010
SHABE BARAAT
- Get link
- X
- Other Apps
Voluntary Prayers of 15th of Sha'ban On the night, after Isha prayer offer twelve raka’at with six salaams (3 sets of 2 raka’at each). In every raka’at after 'Al-ham-du' recite ‘Sura Ikhlas’ fifteen times. After completion of namaaz, recite Darood Sharif seventy times and offer repentance of sins committed. In this month after every namaaz reciting this duaa is good for freeing oneself from sins : AS-TAG-F-RUL-LAA-HAL A-ZEE- MAL-LA-ZEE LAA I-LAA-HA IL-LAA HU-WAL HAIY-YUL QAIY-YOO-MU WA A-TOO-BU I-LAI-HI TAV-BA-TA AB-DIN ZAA-LI-MIL LAA-YAM-LI-KU LI-NAF-SI HIDAR-RANW WA LAA NAF-ANW WA LAA MAV-TANW WA LAA HA-HAA-TUNW WA LAA NU-SHOO-RAA On the night of first Friday of Sha’baan (the night that follows Thursday), after Ishaa namaaz, offer eight raka’at with two salaams (2 sets of 4 raka’at each) and in each raka’at, after 'Al-ham-du'-ham-du’ recite ‘Sura Ikhlas’ eleven times, and offer its sawaab to Hazrat Fatima (Allah be pleased with her), daughter of Allah’s Messenger.
MISWAK KI SUNNATEIN
- Get link
- X
- Other Apps
(1)MISWAAK KISI NARM SHAAKH ki honi chahiye aur SAKHT BILKUL NAA HO USASE DAATON aur MASUDON ko TAKLIF hogi. (2)MISWAAK KADAWE DARKHT MASLAN NEEM,PILU,YAA JAITUN WAIGARAH ki ho to zyaada behtar hai. (3)MISWAAK MOTAAI mein zyaada MOTI NAHIN honi chaahiye balki CHHUGALI YAANI CHHOTI UNGALI ke BARAABAR ho to zyaada BEHTAR hai. (4)MISWAAK ZYAADA se ZYAADA EK BAALISHT LAMBI ho agar isase kam ho to isamein koi haraj nahi. (5)MISWAAK DAATON ki CHAUDAAI par ki jaaye LAMBAAI par NAA ki jaaye. (6)CHIT LETKAR MISWAAK NAA kare isase TILLI BADHANE ka khatra hai. (7)BAITUL KHALA mein MISWAAK karnaa MAKRUH hai. (8)MISWAAK ke RESHE EK HI TARAF BANAAYE DONO TARAF NAA BANAYE. (9)NAMAAZ KE WUZU KE LIYE SUNNAT hai. (10)JAB BHI MOONH MEIN BADBOO PAIDAA HO JAAYE USKO DOOR KARANE KE LIYE MISWAAK karnaa SUNNAT hai. (11)MISWAAK JAB QAABILE ISTEMAAL NAA RAHE TO PHEK NAA DEIN BALKI USE MAHFUZ JAGAH PAR RAKH DEIN YAA KISI KUYEN YAA CHALATE PAANI mei BAHAA dein [ADAABE SUNNAT]