MISWAAK KI FAZILAT
(1)HUZUR SALLALAHU ALAIHI WA SALLAM jab NAMAZ TAHAJJUD ke liye KHADE hote to PAHALE APANE MOONH ko MISWAAK se SAAPH karte the [MUSLIM] (2)HUZUR ALAIHIS SALAAM ne FARMAYA KI MISWAAK MOONH ki PAAKIZAGI aur ALLAH TALA ki RAZAMANDI ka sabab hai.[NASAI SHARIF] (3)HUZUR ne FARMAYA ki 3-cheeze RASOOLON ki SUNNATON me se hai 1)JALDI IFTAAR KARNA (2)SAHARI KHAANE ME DERI KARNA (3)MISWAAK KARNA hai (4)AGAR MUJHE APANI UMMAT ki MUSHKIL ka KHAYAAL NAA hota to main HAR NAMAZ mein MISWAAK karane ko kahta. [BUKHARI SHARIF] (5)HUZUR SALLALAHU ALAIHI wa SALLAM GHAR mein AANE par sabse pahale MISWAAK hi kiya karte the.[ADABE SUNNAT] (6)HUZUR SALLALAHU ALAIHI wa SALLAM jab bhi RAT YA DIN mein SOKAR BEDAR hote to pahale apane MOONH ko MISWAAK se SAAF karate the.[ADABE SUNNAT] (7)JIS NAMAAZ ke liye MISWAAK ki jaati hai wah us NAMAAZ se 70-DARZA ZYADA AFZAL hai jisake liye MISWAAK NAA ki gayi ho.[BAIHIQI]SDI (8)MAIN MISWAAK ITANI kasrat se karta hu ki mujhe ye DAR hai ki MISWAAK ki ZYADATI se kahin MERA MOO