SADQAA
HUZUR SALLALAHO ALAIHI WA SALLAM ne IRSHAAD FARMAYA ki TUMHAARA APANE BHAI ke liye MUSKURANA SADQA hai,TUMHARA kisi ko NEKI ka HUQM karanaa aur BURAAI se ROKANA SADQA hai,kisi bhule hue ko RASTAA DIKHANA SADQA HAI,PATTHAR,KATAN,HADDI,ko RAASTE se HATAA DENAA SADQAA hai.[TIRMIZI]
HUZUR SALLALAHO ALAIHI WA SALLAM ne IRSHAAD FARMAYA ki JO SHAKHS APANE kisi BHAAI ke KAAM ke liye CHAL kar JAATA hai to uska yah AMAL 10-SAAL ke ETIKAAF se AFZAL hai,jo SHAKHS 1-DIN ka BHI ETIKAAF bhi ALLAH TAALA ki RAZA ke liye karta hai ALLAH TALA uske aur JAHNNAM ke DARMIYAAN 3-KHANDAKE AAD FARMAA DETAA hai HAR KHANDAK ZAMIN AUR AASMAN ki MASAAFAT se ZYAADA CHAUDI hai.
[TABRAANI]