DAILY DARS SDI

{1}HUZUR SALLALAHU ALAIHI W SALLAM
JUME ke din NAMAAZ ke liye JANE se
PAHALE MUCHHE KATARWATE aur NAAKHUN
TARASHWAATE.
[ADABE SUNNAT]
{2}JO JUMAA ke DIN NAAKHUN TARASHWAAYE
ALLAH TALA usko DUSARE JUME TAK
BALAAO se MAHPHUZ RAKHEGAA.
[ADABE SUNNAT]
{3}JUME ke DIN NAAKHUN TARSHWAANA MUSTHAB hai
HAA AGAR ZYADA BADH GAYE ho to JUME ka
INTIZAAR NAA kare.
[ADAABE SUNNAT]
{4}DAATON se NAAKHUN NAA KATNAA CHAHIYE ki
MAKRUH hai isame MARZ BARS(SAPHED DAAG)PAIDA
ho jaane ka andeshaa hai.
[ADAABE SUNNAT]
{5}JO HAFATE ke DIN NAAKHUN TARASHWAAYE
USASE BIMAARI NIKAL JAAYEGI aur SHIFAA
DAAKHIL hogi.
[ADAABE SUNNAT]