Posts

Showing posts from August 29, 2010

SDI-TAIBA TARBIYATI CAMP

Image
SUNNI DAWATE ISLAMI's TAIBA TARBIYATI CAMP SDI CENTRAL ZONE me ON:SUNADY 5-SEPT. 2pm TO 5PM AT:AQSA MASJID PARK SITE VIKHROLI-W MUMBAI MS SHIRKAT FARMAKAR ILME DIN HAASIL KARE.

ZAKAT KA BYAAN

Image
.AL-QURAAN:HAMARE DIYE HUE ME SE KUCH HAMARI RAAH mein KHARCH KARO KABL USAKE KI TUMAME kisi KO MAUT AA JAAYE.[SURE MUNAAFIKUN] .HADEESE PAAK mein hai ISLAAM ki BUNIYAAD 5-CHEEZON par hai,ALLAH ki WAHDAANIYAT aur RASOOL SALLALAHO ALAIHI WA SALLAM ki RISALAT ka IQRAAR KARNA,NAMAAZ KAAIM KARNA,ZAKAT DENA,AUR HAJ KARNA. [BARKATE SHARIYAT] .HUZUR SALLALAHU ALAIHI WA SALLAM ne IRSHAAD FARMAYA BESHAK SADAQE ke ZARIYE ALLAH TALA UMR BADHATA hai aur BURI MAUT ko DAFA karta hai. [DURRE MUKHTAR] .HUZUR SALLALAHU ALAIHI WA SALLAM ne IRSHAD FARMAYA KHUUSHKI aur TARI mein jo MAAL BARBAAD hota hai wah ZAKAAT ADAA NAA karane ki WAJAH se hota hai. [BARKATE SHARIYAT] .HUZUR SALLALAHU ALAIHI WA SALLAM ne IRSHAD FARMAYA JO KAUM ZAKAT NAA DEGI ALLAH TALA use KAHAT mein MUBTALA kar dega. [BARKATE SHARIYAT]

JASHANE NOOZULE QURAAN

Image
JASHANE NOOZULE QURAAN SDI-CENTRAL ZONE me 21vi-SHAB-VIKHROLI 23vi-SHAB-BHANDUP 25vi-SHAB-GHATKOPAR / SDI-MARKAZ ISMAIL HABIB MASJID MUMBAI-3 27vi-SHAB-VIKHROLI-E MULUND MUMBAI MS 29vi-SHAB-IIT /GHATKOPAR SUNNI DAWATE ISLAMI ki JAANIB se IJTEMAI ITEKAAF MUMBAI mein (1)JUMA MASJID MAHAGIRI THANE NOORANI JAMA MASJID VIKHROLI-W (2)BILALI MASJID NEKURLA-E (3)HILAL MASJID WADALA (4)PALA GALI,DAWANI MASJID (5)ASHIQ SHAH BUKHARI MASJID PALAGALI DONGARI MUMBAI (6)JAMA MASJID VASAI DIST THANE The niyyat for I’tekaaf: Bismillaahi Dakhlatu Wa ’Alaihi Tawakkaltu Wa Nawaitu Sunnat-al-I’tikaaf. In the Name of Allah I am entering (Thy House) and with faith on Thee and with intention of Sunnat-ul-I‘tikaaf. Allah Subhanahu Wa Ta’ala says in the Holy Qur‘an : “And do not touch the women when you remain in the mosques, for devotion.” Hazrat Imam Hussain RadiyAllahu ‘Anhu narrated that the Holy Prophet Sallallahu Alaihi wa Sallam has said that the person who performed I‘tikaaf in the last ten days of Ra

ITEKAAF

Image
The niyyat for I’tekaaf: Bismillaahi Dakhlatu Wa ’Alaihi Tawakkaltu Wa Nawaitu Sunnat-al-I’tikaaf. In the Name of Allah I am entering (Thy House) and with faith on Thee and with intention of Sunnat-ul-I‘tikaaf. Allah Subhanahu Wa Ta’ala says in the Holy Qur‘an : “And do not touch the women when you remain in the mosques, for devotion.” Hazrat Imam Hussain RadiyAllahu ‘Anhu narrated that the Holy Prophet Sallallahu Alaihi wa Sallam has said that the person who performed I‘tikaaf in the last ten days of Ramadhan is like the one who has performed two Hajj and two Umrah (received the reward of performing two Hajj and two ‘Umrah) (Baihaqi) There are 3 types of I‘tikaaf: Wajib: This is the I‘tikaaf of Minnat. This is when someone vows that if a certain task is completed then he will do I‘tikaaf for so many days. To Fast in this kind of I‘tikaaf is a necessity. Sunnat Muakkidah: This is done in the last ten days of Ramadhan. For this one should be in the Mosque from Maghrib of the 20th day

SDI-20TH SUNNI IJTEMA-2010

Image

ZAKAT KA BYAAN

IBNE HAZAM RADIYALLAHU TALA ANHU se RAAVI ki HUZUR-E-AQDAS SALLALAHU ALAIHI WA SALLAM FARMATE hai ALLAH RABBUL IZZAT NE ISLAAM 4-CHEEZE FARZ ki hai jo inamein se 3-ADAA kare wah use kuch kaam na dengi jab tak puri CHAARON NAA BAJAA LAAYE NAMAAZ,ROZAA,ZAKAT,HAJ hai.