
DUAA MOMIN ka Hathiyar hai DIN ka SUTOON hai aur AASMAN wa ZAMIN ka NOOR HAI. {TAFSIRE NAEEMI} DUAA ke siwaa koi cheez (TAQDIR ke Faisale ko) RADD NAHIN kar sakati {Tafsire Naeemi} ................................................................................................ 3-DUAAYE YAKINAN Maqbool hoti hai (1) MAA ki DUAA (2)MUSAAFIR ki DUAA (3)MAZLOOM ki duaa {TAFSIRE NAEEMI}