Posts

Showing posts from August 15, 2010

ASHRAH MUBSHSHRAH

Image
WAH 10-SAHAABAE KIRAAM RADIYALLAHU TALA ANHUM jinko ZINDAGI mein JANNAT ki BASHAARAT hue. (1)HAZRAT ABOO BAKR SIDDIQUE RADIYALLAHU TALA ANHU (2)HAZRAT UMAR FAROOK RADIYALLAHU TALA ANHU (3)HAZRAT USMAAN GANI RADIYALLAHU TALA ANHU (4)HAZRAT ALI RADIYALLAHU TALA ANHU (5)HAZRAT ABDUR RAHMAN BIN AUF RADIYALLAHU TALA ANHU (6)HAZRAT TALHAA BIN ABDULLAH RADIYALLAHU TALA ANHU (7)HAZRAT ABU UBAIDA BIN JARRAH RADIYALLAHU TALA ANHU (8)HAZRAT ZUBAIR BIN AWWAM RADIYALLAHU TALA ANHU (9)HAZRAT SAEED BIN ZAID RADIYAALAHU TALA ANHU (10)HAZRAT SAAD BIN ABI WAKKAS RADIYAALAHU TALA ANHU

SADQAA

Image
HUZUR SALLALAHO ALAIHI WA SALLAM ne IRSHAAD FARMAYA ki TUMHAARA APANE BHAI ke liye MUSKURANA SADQA hai,TUMHARA kisi ko NEKI ka HUQM karanaa aur BURAAI se ROKANA SADQA hai,kisi bhule hue ko RASTAA DIKHANA SADQA HAI,PATTHAR,KATAN,HADDI,ko RAASTE se HATAA DENAA SADQAA hai.[TIRMIZI] HUZUR SALLALAHO ALAIHI WA SALLAM ne IRSHAAD FARMAYA ki JO SHAKHS APANE kisi BHAAI ke KAAM ke liye CHAL kar JAATA hai to uska yah AMAL 10-SAAL ke ETIKAAF se AFZAL hai,jo SHAKHS 1-DIN ka BHI ETIKAAF bhi ALLAH TAALA ki RAZA ke liye karta hai ALLAH TALA uske aur JAHNNAM ke DARMIYAAN 3-KHANDAKE AAD FARMAA DETAA hai HAR KHANDAK ZAMIN AUR AASMAN ki MASAAFAT se ZYAADA CHAUDI hai. [TABRAANI]

IMPORTANT DATES OF MAAHE RAMZAN

Image
(1)HAZRAT FATIMAH ZAHRA RADIYALLAHU TALA ANHU PASSED AWAY ON 3RD (2)HAZRAT KAHDIJATUL KUBRA RADIYALLAHU TALA ANHU PASSED AWAY ON 10TH (3)HAZRAT AISHA SIDDIQA RADIYALLAHU TALA ANHU PASSED AWAY ON 17TH (4)THE BATTLE OF BADR TOOK PLACE ON 17TH (5)CONQUEST OF MAKKAH HAPPENED ON 20TH (6)HAZRAT ALI WA MARTYRED ON 21ST (7)THE HOLY QURAAN WAS REVEALED ON 24TH