ANGHUTHI W ZEWAR KI SUNNATEIN W AADAAB

(1)HUZUR SALLALAHU ALAIHI WA SALLAM CHAANDI ki
ANGUNTHI PAHNAA karte the US par AAPKA NAAM
MUBARAK KHUDAA HUAA tha
[ADABE SUNNAT].
(2)SONE{GOLD}ka PAHNANA SINGAAR ka SABAB aur
RAUNAK hai isliye ISLAAM mein MARDON ke
liye HARAAM hai
[ADABE SUNNAT]
(3)AURATON ke liye KISI HAD TAK ZEWAR ka
ISTEMAAL DURUST hai magar aisa ZEWAR jisase
JHANKAR PAIDAA HOTI ho mana hai.
[ADABE SUNNAT]
(4)HUZUR SALLALAHU ALAIHI WA SALLAM ne SONE KE
ZEWARAAT ki bajaaye CHAANDI ke ZEWRAAT
ISTEMAAL karane ki TAALIM DI HAI.
[ADABE SUNNAT]
(5)MARDON ke liye CHAANDI ki ANGUNDHI PAHNANA
JAAIZ hai jiska WAZAN EK-MISKAAL se kam hai
MISKAAL GRAAM ke baraabar hai.
[ADABE SUNNAT]