MISWAK KI SUNNATEIN


(1)MISWAAK KISI NARM SHAAKH ki honi chahiye aur SAKHT BILKUL NAA HO USASE DAATON aur MASUDON ko TAKLIF hogi.
(2)MISWAAK KADAWE DARKHT MASLAN NEEM,PILU,YAA JAITUN WAIGARAH ki ho to zyaada behtar hai.
(3)MISWAAK MOTAAI mein zyaada MOTI NAHIN honi chaahiye balki CHHUGALI YAANI CHHOTI UNGALI ke BARAABAR ho to zyaada BEHTAR hai.
(4)MISWAAK ZYAADA se ZYAADA EK BAALISHT LAMBI ho agar isase kam ho to isamein koi haraj nahi.
(5)MISWAAK DAATON ki CHAUDAAI par ki jaaye LAMBAAI par NAA ki jaaye.
(6)CHIT LETKAR MISWAAK NAA kare isase TILLI BADHANE ka khatra hai.
(7)BAITUL KHALA mein MISWAAK karnaa MAKRUH hai.
(8)MISWAAK ke RESHE EK HI TARAF BANAAYE DONO TARAF NAA BANAYE.
(9)NAMAAZ KE WUZU KE LIYE SUNNAT hai.
(10)JAB BHI MOONH MEIN BADBOO PAIDAA HO JAAYE USKO DOOR KARANE KE LIYE MISWAAK karnaa SUNNAT hai.
(11)MISWAAK JAB QAABILE ISTEMAAL NAA RAHE TO PHEK NAA DEIN BALKI USE MAHFUZ JAGAH PAR RAKH DEIN YAA KISI KUYEN YAA CHALATE PAANI mei BAHAA dein
[ADAABE SUNNAT]

Popular posts from this blog

DUA-E-ASHURA

IMAM AHMED RAZA AS THE MUJADDID OF THE 14TH CENTURY