MAHE RAMZAN KI KHUSUSIYAAT


(1)MAAHE RAMZAN mein JANNAT ke DARWAAZE KHOL DIYE JAATE hai
(2)MAAHE RAMZAN mein JAHNNAM ke DARWAAZE BAND KAR DIYE JAATE hai
(3)MAAHE RAMZAN mein NAFL ka SAWAAB FARZ ke BARAABAR aur FARZ ka SAWAAB 70-FARZ ke BARAABAR ho jaata hai.
(4)MAAHE RAMZAN mein NEKIYON ka SAWAAB 10-GUNA se 700-GUNA tak badhaa diyaa jata hai
(5)AASAMAAN ke DARWAAZE KHOL diye jaate aur BANDON ki jaaiz DUAAE ALLAH ki BARGAH
mei QUBUL hoti hai.
(6)QURAAN MUQADDAS isi MAAH ki 24-TAARIKH ko NAAZIL hue.
(7)KHAATUNE ZAANNAT HAZRAT FATIMA ZAHRA RADIYALLAHU TALA ANHU ka wisaal isi MAAH ki
3-TAARIKH ko huaa.
(8)UMMUL MOMININ HAZRAT AAYESHA SIDDIQA RADIYALLAHU TALA ANHAA ka wisaal isi MAAH ki
17-TAARIKH ko huaa
(9)JANGE BADAR isi MAAH ki 17-TAARIKH ko hua
(10)FATAHE MAKKA isi MAAH ki 20-TAARIKH ko hue
(11)HAZRATE ALAI RADIYYALAHU TALA ANHU ka WISAAL isi MAAH ki 21-TAARIKH ko hue
(12)HAR MAAH mein IBAADAT ke liye WAQT MUQARRAR hai magar is MAAH mein ROZEDAAR ka LAMHAA LAMHAA IBAADAT mein SHUMAAR hotaa hai.

Popular posts from this blog

DUA-E-ASHURA

IMAM AHMED RAZA AS THE MUJADDID OF THE 14TH CENTURY