Posts

Etikaaf Ki Tareef ……

Image
Etikaaf Ki Tareef …… Ibadat Ki Niyat Se Allah Ke Liye Masjid Me Thehrne Ka Naam ‘Etkaf’ Hai. Etekaf Ki 3 Kisme: (1)Etkaf-e-Wajib. (2)Etkaf-e-Sunnat. (3)Etkaf-e-Mustahab. » Ramzan me Etkaf : Ramzan Ke 21 We Roze Se Shawwal Ka Chand Dikhne Tak Allah Ke Lye Masjid Me Thaherna Etekaf Kehlata Hai. » Etkaf: Masjid Ke Andar Dakhil Ho Toh Etekaf Ki Niyat Kare Jitni Der tak Masjid Me Rahega Etkaf Ka Sawab Payega. - (Fatawa-e-Aalmgiri, Jild:1 Safa:197). Etkaf Ki Niyat: Nawaytu Sunnatul Etkaf. » Jis Shaks Ne Imaan Ke Sath Sawab Hasil Karne Ki Niyyat Se Etkaf Kiya Uske Pichle Gunah Baksh Diye Jayenge. - (Jame Sageer) » Hadees : Huzoor (Sallallahu Alaiyhi Wasallam) Ne Farmaya: “Itekaaf Karnewala Gunaho Se Mahfooz Ho Jata Hai”. - (Mishkaat-Ul-Masabeeh-Zujajat Ul Masabeeh) » Mas’ala : Etekaf Wala Agar Bagair Uzr Ke Masjid Se Nikla Agarche Bhool Se Nikle To Etekaf Toot Gaya. » Mas’ala : Etekaf Wala Masjid Me Hi Khaye Piye Soye Agar In Kaamo Ke Liye Bahar Gaya To Etekaf Toot Gaya. ...

Jhoote aur Dagabajo Ka Bhi Roza Kabool Nahi

Image
Jhoote aur Dagabajo Ka Bhi Roza Kabool Nahi …. » Hadees : Abu Huraira (Radi Allahu Anhu) Se Rivayat Hai Ki Rasool’Allah (Sallallahu Ta’ala Alaihi Wa Aalihi Wa Sallam) Ne Farmaya, “Agar Koi Shaksh Roza Rakh Kar Bhi Jhoot Bolna aur Dagabaji Karna Na Chore Toh Allah Ta’ala Ko Uski Koi Zarurat Nahi Ki Wo Apna Khana Peena Chor De”. - (Sahih Bukhari Vol 3, 1903) » Note : Allah Taala Unka Roza Hargiz Pasand Nahi Karta Jo Roze Ki Behurmati Wale Kaam Kare. Jhut, Dagabaji, Zina, Chori, Chughalkhori, Yeh Sab Roze Ki Behurmati Waale Kaam Hai Lihaza In Khaslato Se Apne Rozo Ki Hifazat Kare Aur Auron Ko Bhi Aagah Kare.

MAAHE RAMZAN KI FAZILAT...

Image
Roza Dozakh Se Bachne Ke Liye Ek Dhaal Hai … Hadees : Aaqa Sarvare-Do-Aalam Mustafa (Sallallahu Alaihi Wasallam) Ne Farmaya, “Roza Dozakh (Hell) Se Bachnee Ke Liye Ek Dhaal Hai Isliye (Jo Rozedar Ho) Wo Na Toh Biwi Se Humbistari Kare Aur Na Fahash (Buri) Aur Jahalat Ki Batein Kare Aur Agar Koi Shaksh Uss Se Ladey Ya Usey Gaali De Toh Uske Jawab Me Sirf Ye Kehna Chaahiye Ki Mai Rozedar Hun, Do (2) Baar (Kahe). Uss Zaat Ki Kasam Jiskey Haath Me Meri Jaan Hai Rozedar Ke Munh Ki Bu Allah Ke Nazdeek Mushk Ki Khushbu Se Bhi Zyada Pasandeeda Aur Pakeeza Hai. (Allah Farmata Hai) Banda Apna Khana Peena Aur Apni Shahwat Meri Liye Chorrta Hai, Roza Mere Liye Hai Aur Mai Hi Iska Badla Dunga Aur Nekiyon Ka Sawab Bhi Asal Neki Ke 10 Gunaa Hota Hai” (Dusri Hadeeso Me 70 Guna Bhi Aya Hai). -: (Sahih Bukhari, Vol 3, 1894) » Sabak : Roze Ki Fazilat Beshumar Hai, Lihaja Tamam Imanwalo Par Lazim Hai ke Wo Buri Aadato Se Apne Rozo Ki Hifazat Kare, Aur Rabbe Ta’ala Ki Khushnudi Ke Saath Ramzan-Ul-Mub...

Roza Dozakh Se Bachne Ke Liye Ek Dhaal Hai

Image
Roza Dozakh Se Bachne Ke Liye Ek Dhaal Hai … » Hadees : Aaqa Sarvare-Do-Aalam Mustafa (Sallallahu Alaihi Wasallam) Ne Farmaya, “Roza Dozakh (Hell) Se Bachnee Ke Liye Ek Dhaal Hai Isliye (Jo Rozedar Ho) Wo Na Toh Biwi Se Humbistari Kare Aur Na Fahash (Buri) Aur Jahalat Ki Batein Kare Aur Agar Koi Shaksh Uss Se Ladey Ya Usey Gaali De Toh Uske Jawab Me Sirf Ye Kehna Chaahiye Ki Mai Rozedar Hun, Do (2) Baar (Kahe). Uss Zaat Ki Kasam Jiskey Haath Me Meri Jaan Hai Rozedar Ke Munh Ki Bu Allah Ke Nazdeek Mushk Ki Khushbu Se Bhi Zyada Pasandeeda Aur Pakeeza Hai. (Allah Farmata Hai) Banda Apna Khana Peena Aur Apni Shahwat Meri Liye Chorrta Hai, Roza Mere Liye Hai Aur Mai Hi Iska Badla Dunga Aur Nekiyon Ka Sawab Bhi Asal Neki Ke 10 Gunaa Hota Hai” (Dusri Hadeeso Me 70 Guna Bhi Aya Hai). -: (Sahih Bukhari, Vol 3, 1894) » Sabak : Roze Ki Fazilat Beshumar Hai, Lihaja Tamam Imanwalo Par Lazim Hai ke Wo Buri Aadato Se Apne Rozo Ki Hifazat Kare, Aur Rabbe Ta’ala Ki Khushnudi Ke Saath Ramza...

TAQLEED (The Following of Imams)

Image
After the Holy Prophet (sallal laahu alaihi wasallam), the Sahaba-e-Kiraam and the Taabi'in, the most excellent are the four Imams of the Ahle Sunnat Wa Jamaat. They are such great Imaams that they are known as "Mujtahideen Fi Shara'". They are Imam-e-Azam Abu Hanifa, Imam Maalik, Imam Shafi'i and Imam Ahmed bin Hambal (radi Allahu anhum). Taqleed means to follow one of the four Imaams of religion concerning the commandments of Islamic Law (Shari'ah). Today, Muslims throughout the world follow the Taqleed of these four Imaams. In the Masa'ile Furoo'iya, there is no other fourth Madhab. The difference of opinion of the four Imaams is only in the laws of Furoo' (actions) and not in beliefs (Aqaa'id). The followers of the four Madhabs are commonly known as Hanafi, Maaliki, Shafi'i and Hambali. It is necessary (Waajib) to follow one of them, eg. to perform Salaah, or perform Saum, Zakaah, etc. as per what they ha...

The Attributes of Almighty ALLAH

Image
Allah Ta'ala is One. There is no one equal to Allah Ta'ala, either in being, qualities, actions, commands or names. Allah Ta'ala is "Waajibul Wujood", in other words, His Existence is compulsory. His destruction is impossible. Allah Ta'ala always was and always will be. The term used to define the continuous existence of Allah Ta'ala is "Qadeem". "Qadeem" means "that which always existed and will always exist". Allah Ta'ala is not dependant upon anyone or anything. The entire universe depends on Allah Ta'ala. Like Allah Ta'ala, His Qualities are also "Qadeem". With the exception of Allah Ta'ala and His Qualities, everything else is "Haadith". "Haadith" means "a creation or that which was created by Allah Ta'ala". Any person who says that Allah Ta'ala's Qualities are "Haadith" or says that any creation is ...

The Malaaikah (Angels) of ALLAH

Image
Angels are the creation of Allah Ta'ala, made from "Noor" (Light). Angels are "Masoom" (sinless). They are pure from all types of small and large sins. Malaa�ikah are obedient servants of Allah Ta'ala. They do what Allah Ta'ala commands them. They are countless in number. Only Allah Ta'ala knows how many Angels there are. Allah Ta�ala has also shown their exact numbers to his special servants like the Ambiya (Prophets) and Awliya (Saints). Angels are neither male nor female. They have been given the strength by Allah Ta'ala to turn into whatever shape or form they wish, whether it be of a human or of another creation. Allah Ta'ala has given the Malaa�ikah many types of duties: some Angels have a fixed duty of taking out the soul, some to give rain, some have been given the task to create the face of a child in the mother's womb, some to write the deeds of an individu...